Monday 1 August 2011

Aaj ke samay me Aazadi ka kya mayne hain?......

Aaj ke samay me Aazadi ka kya mayne hain?.......Kya Azaadi ne bhukhe ko bhojan de diya....? Kya budhe maa pita ko apni beti ke shaadi hetu sakun de diya....? Kya gareeb ko dawa kharidne se pahle uske daam poochhna jayaz lagta hain.....aakhir kya hain aazaadi?......Kya yahi aazadi hain ki aaj desh ke 40 cr log sabzi aur fal kharidne se pahle uske daam poochh kar apne nazro ko kisi bhi tarah ussase hatate huye chale jate hain.......aakhir hame kaise aazaadi mili hain...?

No comments:

Post a Comment